Maa Jaisa Manta Hoon
Maa Jaisa Manta Hoon
Jab bhi pareshan hota tha tu aati the,
Meri ek khwaabo ki duniya hai,
jaha ke ek farishte ko mai janta hoon..
Aap mere maa to nahi thi kabhi,
Par sachme , apne maa jaisa manta hoon..

Jab bhi takleef hoti the,
Do godd the , jaha sirr rakh kar kaharta tha...
Din ko devki jaisi maa ka pyaar leta,
To wai khwaabo me maa tere sine se lipat jata tha..

Teri ek beti hai aur shayad usse duniya banaya hai maine,
Har raat jab tujhse khwaabo me milta tha,
To batata tha ki uske saath kaisa sansaar sajaya hai maine..
Paglet , makkhan , attitude aur na jane kitne naam diye the usne mujhe,
Aur har baar teri pyaari pari se bawroo jaisa pyaar nibhaya hai maine..

Maa ab himmat haar chuka hoon ,
Khudme hi khudko maar chuka hoon..
Ab to teri pari ke nazar se bhi kabhi kabhi na jane q ,par bahot kharab tarike se girr jata hoon ,
Jee karta hai tere paas aa jau,
Par apne devki jaise maa ke bare me sochkar apna mann maar chuka hoon..

Log paagal kehte hai,
Kehte hai akele barbarata hai kya baat h kisi ko janta hai ??
Wo khuda hai meri,

aur unki beti farista yahi kehkar sabko talta hoon,
Koi kuch bhi kahe , parr sunn na tujhe mai apne maa jaisa manta hoon..

1 saal hogae tujhe gae hue,
Usse pehle na tujhse nata tha na khwaabo se..
Aaj fir teri yaad aai , na paas tu hai na teri pari ,
Sab fir pagal keh rahe hai,

kyuki akela barbara raha hoon ,inn safed dewaaro se..
I love you maa ( aaj aana na khwaabo me , yaad aati hai bahoot )...
-imdevanshukumar
Comments
Post a Comment